Petrol engine - petrol engine mein spark plug Laga hota hai jiske dwara sparking karke engine work karta hai. Isamein yah hota hai ki petrol engine bhi 4 stroke hota hai.jo nimnalikhit hain -
1.air with fuel intake
2.compression
3.Air with fuel burning
4.exauste
1.air with fuel intake - isamein 1st stroke ke dauran intake Valve khulta hai aur isi ke saath fuel aur air kaa mixture cylinder mein Pravesh karta hai.
2.compression - isamein second stroke ke dauran air with fuel kaa compression banata hai jiske dwara air aur fuel Ko garm kiya jata jab tak ki Wah jalne ke liye ready naa ho jaye
3.burning - third step mein air with fuel kaa mixture bun ho jata ha spark plug ki sparking se
4.exaust - yah sab step hone ke Baad chautha step exaust kaa aata hai. Isamein burning ke Baad Jo jali Hui gas Hoti hai aur jab exaust Valve khulta hai aur saari burn gas silencer ke through bahar ho jati hai aur yahi cycle chalata rahata hai.